Posted by: highvoltage March 7, 2007
Soooo Happy - Finally I found
Login in to Rate this Post:     0       ?        
maile nadekheko ho ya kasaile post nai nagareko ho! i wonder yetro music loversharulai yo geet kasailai man parenachha! here it is: Chandni Raat Mein Movie Name: Dil-E-Nadan (1982) Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar Music Director: Khaiyaam Lyrics: Naqsh Layalpuri Year: 1982 Producer: SM Sundaram Director: Sridhar Actors: Jayapradha, Om Prakash, Rajesh khanna, Shatrughan Sinha, Smita Patil Theme: Love chaa.Ndanii raat me.n, ek baar tujhe dekhaa hai Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue chaa.Ndanii raat me.n ... niile ambar pe kahii.N jhuule me.n saat ra.Ngo.n ke hasiin jhuule me.n naaz\-o\-a.ndaaz se laharaate hue Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... jaagatii thii leke saahil pe kahii.n leke haatho.n me.n koii saaz\-e\-hasii.n ek ra.Ngii.n Gazal gaate hue phuul barasaate hue, pyaar chhalakaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... khulake bikhare jo mahakate gesu ghul ga_ii jaise havaa me.n Kushabuu merii har saa.Ns to mahakaate hue Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... tuune chahare pe jhukaayaa chaharaa mai.nne haatho.n se chhupaayaa chaharaa laaj se sharm se ghabaraate hue phuul barasaate hue, pyaar chhalakaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ...
Read Full Discussion Thread for this article