Posted by: bidhan40 September 10, 2006
Favourite Movie Quotes
Login in to Rate this Post:     0       ?        
Here are few more. sorry i couldnot resist................. Kaminay tere ghar mein maa, behen nahin hain ? I object your honour.- objection sustained/overruled mujhe shakti do maa main tumhe khona nahi chahta/chahti Main tumhare bare mein hi soch raha tha/thi INHE DAWAON KI NAHI DUAON KI JAROORAT HAI deewaaron ke bhi kaan hote hain tumhe tumhare xyz ka waasta Order Order - yeh adaalat hai nehinnnnnnnnnnnn yeh nehi ho sakta App ko jo kuch bhi kaha na hai, kathtraye mein khade ho kar kaho (The judge cannot hear you from that distance!) kanoon ke haath bahut lambe hote hain woh apne ashique ke saath rangraliya mana rahi hai usko chune se pahle tumhe mere lash main se gujarna padega tum iska baal bhe banka nahi kar sakte maine khana aaj apne haato se banaya hai (as if previous day she used to make by legs) aree tum wahan kyon khade ho, aandar aa jao main kahaan hoon (after amnesia) tune apna maa ka dudh piya hai to Kya isi din ke liye tujhe paida kiya tha Hey bhagwan, mere suhaag ki raksha karna ek baar mujhe maa kaheke pukar lo beta........beta "maa" .........kya kaha jara phir se kaho beta Koi Dekh Lega..Hato naa, log kiya kahengay.. hatiye jee! Aap bade woh hain Boss! Maal pakda gaya. (and the boss gets angry) Batao hera kaha hain Badhai ho, tum baap bannay waalay ho yeh shaadi nehi ho sakti....( Mai tumhara ehasaan zindagi bhar nahin bhuloonga / bhuloongi Itnay paisay tum kahan se laaye? Tum may-re liye mar chuke ho mujhe ishi din ka intazzar tha Puliss ko tum jaise naujawanon par naaz hai Driver, gaadi roko Bhagwan, maine aaj tak tumse kuch nahin manga, aaj pahli baar kuch maang ek phuti kaudi nahi doonga. Mera Yakeen karo, maine apni aankhon se dekha hai Teri yeh majaal… / Yaad kar woh din Tumhari yeh haalat kiss ne ki hai Tunme yahaan se kisi XYZ ko jaate hue dekha omg i am tired . COURTESY http://www.fropper.com/forum/message-list.php?board_id=1&topic_id=138&pusername=&topics_sel_opt=&page=1
Read Full Discussion Thread for this article