Posted by: BinodB September 11, 2005
Login in to Rate this Post:
0
?
TajMahal!
TAJ ke saath in shayeron ka andaaz hee kuch aur hai.
Before Marrige
-----------------------
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi milti
An Ode to All Devdas
---------------------------------
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banan chahata hoon,
aji, mumtaz mil gayi hai magar
woh shaadi nahi karti
After Marriage
----------------------
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti
Mumtaz Ka Tajmahal
Mumtaz Ka Tajmahal
aadmi aadmi ko nahi samjha
par samjhna chaha zamane ko
samajh samajh ke dam tod diya
par samjha na saka apne aap ko !!