Posted by: shaq August 3, 2005
song playing in my mind ( dunno which edition)
Login in to Rate this Post:     0       ?        

school days back home purani jeans aur guitar mohalle ki woh chat aur mere yaar woh raato ko jagana subah ghar jana phulke diwar woh cigarette pina gali meh jake woh karna datoh ko ghari ghari saaf pahaucha na college hamesa late woh kehna sir ka get out from the class woh bahar jake hamesah kehna yaha ka system hi he kharab woh jake canteen me table bajake woh gane gana yaaro ke saath bas yaadein yaadein yaadein rehjati he kuch choti choti baate rehjati he bas yadeein yaadein yaadein reh jati he.... woh papa ka datna woh kehna mummy ka chode jiyan tumhe to bas najar aata he jaha bhi beta mera hi kharab woh dil me sochna karke kuch dikhade woh karna planning rojh naiya ladak pan ko woh pehla pyar woh lekhna hato pe a +r woh khidke se jhakna woh likhna letter uneh bar bar woh dena tohfe me sone ki baliya woh lena dosto se paisa udhar bas yaadein yaadein yaadeine reh jati he kuch choti choti baate reh jate hein bas yaadein yaadein yaadein reh jati he aisha yaadeine ka mausan chala bhulta hi nahi dil mera kaha meri jeans aur guitar moholle ki woh chat aaur mere yaar woh rato ko jagna subah ghar jana phulke diwar purani jeans
Read Full Discussion Thread for this article