Posted by: IndisGuise May 11, 2006
Another song playin in my mind.. [continued]
Login in to Rate this Post:     0       ?        
Ho ho mero Guru Patni Guruama. Not only that, while my mirror talk with me (like you said) I think I'm all that .. and more. I too have ceased to make any sense. Not usual, thus strange! Okay, this Gazal by none other than Jagjit bappe is another gem. If heeded properly, it provides the last ditch life jacket when one has to jump off the boat, but does not want to get drowned. Not that I buy this philosophy, but sunne/sunane mein kya harz hein? On that note, here I go. Song: Pyar Mujse Jo Kiya Tumne To Kya Pawogi... Singer: Jagjit Singh Pyar mujh se jo kiya tumne to kya paogi Mere haalat ki aandhi mein bikhar jaogi Pyar mujh se jo kiya tumne to kya paogi Ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon Ye to bas main hoon ki is hal mein bhi zinda hoon Khwaab kyon dekhon wo kal jis par main sharminda hoon Main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi Pyar mujh se jo kiya tumne to kya paogi Kyon mere saath koi aur pareshan rahe Meri duniya hai jo veeran to veeran rahe Zindagi ka ye safar tum pe to asan rahe Humsafar mujh ko banaogi to pachtaogi Pyar mujh se jo kiya tumne to kya paogi Ek main kya abhi aayenge deevane kitne Abhi goonjenge mohabbat ke tarane kitne Zindagi tumko sunaige fasane kitne Kyon samajhti ho mujhe.. bhool........ nahi.. paogi... Pyar mujh se jo kiya tumne to kya paogi Mere haalat ki aandhi mein bikhar jaogi Pyar mujh se jo kiya tumne to kya paogi Jagjit bappe @ lal salam. :) IndisGuise:)
Read Full Discussion Thread for this article