Posted by: harkedai April 6, 2005
Photo Kabita
Login in to Rate this Post:     0       ?        
Laaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa hau, ruIna jee ko barema kati raamro thread recha, maile ta thyakkai miss gare ni, diuso nai hernu parne recha. Khai kta haru le gaadi kinne bhanera lagera ta ho ni, sabai barbaad bhako. Ruina jee ko phutu herera ta malai pani dui chaar sabda lekhna mun laageko thiyo, hoooooos aba dhila bhai sakyo, jasto cha. tai paani haldi haalam na bhanera ni. Completely dedicated to ruIna jee, kya . har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ? tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai ? [ guftgoo = conversation ] 2. na shole meiN yeh karishma na barq meiN yeh ada koee batao ki woh shoKH-e-tund_KHoo kya hai ? [ barq = lightning, tund = sharp/angry, KHoo = behavior ] 3. yeh rashk hai ki wo hota hai ham_suKHan tumse wagarna KHauf-e-bad_aamozi-e-adoo kya hai ? [ rashk = jealousy, ham_suKHan = to speak together/to agree, KHauf = fear, bad = bad/wicked, aamozee = education/teaching, adoo = enemy ] 4. chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai ? [ pairaahan = shirt/robe/cloth, haajat = need/necessity, rafoo = mending/darning ] 5. jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai ? [ justjoo = desire ] 6. ragoN meiN dauDte phirne ke ham naheeN qaayal jab aaNkh hee se na Tapka to phir lahoo kya hai ? 7. woh cheez jiske liye hamko ho bahisht azeez siwaay baada-e-gul_faam-e-mushkaboo kya hai ? [ bahisht (or bihisht, both are correct) = heaven, baada = wine, gul_faam = delicate and fragrant like flowers, mushkaboo = like the smell of musk ] 8. piyooN sharaab agar KHum bhee dekh looN do chaar yeh sheesha-o-qadah-o-kooza-o-suboo kya hai ? [ KHum = wine barrel, qadah = goblet, kooza/suboo = wine pitcher ] 9. rahee na taaqat-e-guftaar, aur agar ho bhee to kis ummeed pe kahiye ke aarzoo kya hai ? [ guftaar = speech/discourse ] 10. huaa hai shaah ka musaahib, phire hai itaraata wagarna shehar meiN 'GHalib' kee aabroo kya hai ? [ musaahib = comrade/associate ] Source google
Read Full Discussion Thread for this article